[Download Audio] Visaal – Meray Naseeb (New Single)

A Comeback single by The band Visaal. “Meray Naseeb” is the 4th single by this band and to be Honest this has to be a rocking comeback. Awesome Track by one of my favourite band.
Track : Meray Naseeb
Band : Visaal
Lyrics
Kabhi soch mein agar…yeh zindagi lagay kitni ajeeb si
Jaisay tuufaan mein gumhein…urray hosh aur khoye zameer
Haan, jahaan aasmaan, zameen…aur sehra aur nadi mein koi farq nahin
Lay jaa mujh ko wahaan…mein hoon muntazir tumhaara yahiin
Yahiin…
Kyou ke mein…
Mein hoon kab se khoya iss gardish beech
Jahaan raat dinn lagay
aur duur jo koi…kitna kareeb
Kya hai mera kasuur?
Kya jeena hai yehi…meray naseeb?
Meray Naseeb…
Kaisi tanha raat yeh…meri aankhein dekhein wo…jo hai nahi. Nahin.
Yeh zubaan meri…kuch bolay…boltay hi reh gai
Haan…yahan raatein naa katein…aur roshniyaan chupii andhairon mein kahin
Lay jaa mujh ko wahaan…jahaan muntazir hamaara ho koi
Koi…
Kyou ke mein…
Mein hoon kab se khoya iss gardish beech
Jahaan raat dinn lagay
aur duur jo koi…kitna kareeb
Kya hai mera kasuur?
Kya jeena hai yehi…meray naseeb?
Meray Naseeb…
Lay jaa mujh ko wahiin…
Lay jaa mujh ko wahiin…
Lay jaa mujh ko wahiin…
Lay jaa mujh ko wahiin…
Meray Naseeb…
Similar Posts:
- [Download Audio] Mustafa Zahid – Bhula Dena (OST Aashiqui 2)
- [Download Audio] Akash – Kitna Akela (Official Music Video)
- Akash – Koi Tou Ho (Official Music Video)
- [Download Audio] Umar Imtiaz – Rooh e Dil (Official Music Video)
- Farhan Saeed – Chalay Thay Saath (Junoon 20th Anniversary)



















